Aadat (आदत)


One of my favourite Gulzar works, from the movie Ijazat.

साँस लेना भी कैसी आदत है,
जिये जाना भी क्या रवायत है,
कोई आहट नहीं बदन में कहीं,
कोई साया नहीं है आँखों में,

पाँव बेहिस हैं, चले जाते हैं,
इक सफ़र है जो बहता रहता है,
कितने बरसों से कितनी सदियों से,
जिये जाते हैं, जिये जाते हैं,

आदतें भी अजीब होती हैं...

***************************

saans lena bhi kaisi aadat hai,
jiye jaana bhi kya rawayat hai,
koi aahat nahi badan mein kahin,
koi saaya nahi aakhon mein,

paanv behis hain, chale jaate hain,
kitne barso se kitni sadiyon se,
jiye jaate hain, jiye jaate hain

aadatein bhi ajeeb hoti hain...

- Gulzar

Comments

Popular posts from this blog

Aahista chal zindagi (आहिस्ता चल ज़िन्दगी)

Rimjhim (रिमझिम)

Sab bikta hai (सब बिकता है)

Kashti (कश्ती)