Mera Yaar (मेरा यार)



ज़र्रे ज़र्रे में उसी का नूर है,
झाँक खुद में वो न तुझसे दूर है,
इश्क़ है उस-से तो सब-से इश्क़ कर,

इश्क़ है उस-से तो सब-से इश्क़ कर,
इस इबादत का यही दस्तूर है।

इस में उस में और उस में है वही,
यार मेरा हर तरफ भरपूर है।

****************************

zarre zarre mein usi ka noor hai,
jhaank khud mein wo na tujhse door hai,
ishq hai us-se to sab se ishq kar,

ishq hai us-se to sab se ishq kar,
iss ibadat ka yahi dastoor hai.

iss mein uss mein aur uss mein hai wahi,
yaar mera har taraf bharpoor hai...

- Delhi 6 (movie)

Comments

Popular posts from this blog

Aahista chal zindagi (आहिस्ता चल ज़िन्दगी)

Rimjhim (रिमझिम)

Sab bikta hai (सब बिकता है)

Khaali Makaan (खाली मकान)

Kashti (कश्ती)