हाल-ऐ-दिल

चाँद भी छिप जाता है उस के मुस्कुराने से,
दिन भी ढल जाता है उस के उदास हो जाने से,
क्यों वो नहीं समझ पाते हैं हाल-ऐ-दिल मेरा,
के जीना छोड़ देते हैं उस के रूठ जाने से।

chaand bhi chup jata hai uss ke muskurane se,
din bhi dhal jata hai uss ke udas ho jaane se,
kyu wo nahi samajh paate hain haal-e-dil mera,
ke jeena chhod dete hain uss ke rooth jaane se...

- Unknown

Comments

Popular posts from this blog

Aahista chal zindagi (आहिस्ता चल ज़िन्दगी)

Rimjhim (रिमझिम)

Sab bikta hai (सब बिकता है)

Khaali Makaan (खाली मकान)

Kashti (कश्ती)