Marham (मरहम)

दर्द की महफ़िल में एक शेर हम भी अर्ज़ किया करते हैं,
न किसी से मरहम न दुआओं की उम्मीद किया करते हैं,
कई चेहरे लेकर यहाँ लोग जिया करते हैं,
हम इन आसुओं को एक चेहरे के लिए पिया करते हैं।

**********************************************

Dard ki mehfil mein ek sher hum bhi arz kiya karte hain,
na kisi se marham na duaon ki umeed kiya karte hain,
kai chehre lekar yahan log jiya karte hain,
hum in aansuon ko ek chehre ke liye piya karte hain...

- Unknown

Comments

Popular posts from this blog

Aahista chal zindagi (आहिस्ता चल ज़िन्दगी)

Rimjhim (रिमझिम)

Sab bikta hai (सब बिकता है)

Khaali Makaan (खाली मकान)

Kashti (कश्ती)