Raat Tamir karein (रात तामीर करें)
This is a Poem written by Gulzar for the Movie Dus Kahaniyaan (Pooranmasi) :
एक रात चलो तामीर करें, ख़ामोशी के संगमरमर पर,
हम तान के तारीखी सर पर , दो शम्माएं जलाये जिस्मों की।
जब ओस दबे पाओं उतरे, आहत भी न पाये साँसों की,
कोहरे की रेशमी खुशबू में, खुशबू की तरह ही लिपटे रहे।
और जिस्म के सौंधे पर्दों में, रूहों की तरह लहराते रहे,
एक रात चलो तामीर करें।
******************
Ek raat chalo tamir karein, khamoshi ke sangemarmar par,
Hum taan ke tarikhi sar par , do shammayein jalaye jismon ki.
Jab os dabe paaon utare, aahat bhi na paaye saanson ki,
Kohre ki reshmi khusbhoo mein , khushboo ki tarah hi lipte rahein.
Aur jism ke saundhe pardon mein roohon ki tarah lehraate rahein,
Ek raat chalo tamir karein.
tarikhi : darkness
tamir : One who knows dates (literal meaning - let's date)
Comments
Post a Comment
Like this Shayari?? Let us know your comments!! :)