Shatranj (शतरंज)

तब मैं जानबूझकर हार जाया करता था,
अब चाह कर भी जीत नहीं पाता हूँ तुमसे,
पता नहीं कौन सी चाल पर,
देखते ही देखते मैं मात खा जाऊँ,
ये डर तो लगता है ज़रूर,
पर मैं ख़ुश हूँ कि तुम खेलना सीख गये…


**************************************

Tab main jaan boojhkar haar jaya karta tha,
ab chah kar bhi jeet nahi paata hoon tumse,
pata nahi kaunsi chaal par,
dekhte hi dekhte main maat kha jaunga,
ye dar to lagta hai zaroor,
par main khush hoon ki tum khelna seekh gaye...


- Gulzar

Comments

Popular posts from this blog

Aahista chal zindagi (आहिस्ता चल ज़िन्दगी)

Rimjhim (रिमझिम)

Sab bikta hai (सब बिकता है)

Khaali Makaan (खाली मकान)

Kashti (कश्ती)