Sparsh (स्पर्श)
क़ुरान हाथों में लेके नाबीना एक नमाज़ी
लबों पे रखता था, दोनों आँखों से चूमता था।
झुकाके पेशानी यूँ अक़ीदत से छू रहा था,
जो आयतें पढ़ नहीं सका, उन के लम्स महसूस कर रहा हो।
मैं हैरान-हैरान गुज़र गया था
मैं हैरान हैरान ठहर गया हूँ।
तुम्हारे हाथों को चूम कर, छू के अपनी आँखों से,
आज मैंने, जो आयतें पढ़ नहीं सका, उन के लम्स महसूस कर लिए हैं।
Quran haathon mein leke naabina ek namaazi,
labon pe rakhta tha, dono aankhon se choomta tha.
jhukaake peshaani yu aqiidat se chu rahaa tha,
jo aayatein padh nahi sakaa , un ke lams mehsoos kar raha ho.
main hairaan-hairaan guzar gaya tha,
main hairan hairan thahar gayaa hu.
tumhaare haathon ko choom kar, chhu ke apni aankhon se,
aaj maine, jo aayatein padh nahi sakaa, un ke lams mehsoos kar liye hain.
- Gulzar
naabina - blind
peshaani - forehead
aqidat - belief
lams - touch

Comments
Post a Comment
Like this Shayari?? Let us know your comments!! :)