Tanha (तनहा)
ज़िन्दगी यूं हुई बसर तनहा,
काफिला साथ और सफर तनहा।
अपने साये से चौंक जाते हैं,
उम्र गुज़री है इस कदर तनहा।
रात भर बोलते हैं सन्नाटे,
रात कटे कोई किधर तनहा।
दिन गुज़रता नहीं है लोगों में,
रात होती नहीं बसर तनहा।
हमने दरवाज़े तक तो देखा था,
फिर न जाने गए किधर तनहा।
zindagi yun hui basar tanha,
kaafila sath aur safar tanha.
apne saaye se chaunk jaate hain,
umar guzari hai is kadar tanha,
raat bhar bolte hain sannaate,
raat kate koi kidhar tanha,
din guzarta nahi inn logon mein,
raat hoti nahi basar tanha.
humne darwaze tak to dekha tha,
fir na jaane gaye kidhar tanha.
- Gulzar
काफिला साथ और सफर तनहा।
अपने साये से चौंक जाते हैं,
उम्र गुज़री है इस कदर तनहा।
रात भर बोलते हैं सन्नाटे,
रात कटे कोई किधर तनहा।
दिन गुज़रता नहीं है लोगों में,
रात होती नहीं बसर तनहा।
हमने दरवाज़े तक तो देखा था,
फिर न जाने गए किधर तनहा।
zindagi yun hui basar tanha,
kaafila sath aur safar tanha.
apne saaye se chaunk jaate hain,
umar guzari hai is kadar tanha,
raat bhar bolte hain sannaate,
raat kate koi kidhar tanha,
din guzarta nahi inn logon mein,
raat hoti nahi basar tanha.
humne darwaze tak to dekha tha,
fir na jaane gaye kidhar tanha.
- Gulzar
Comments
Post a Comment
Like this Shayari?? Let us know your comments!! :)