Phir Bhi (फिर भी)

Lines by Jagjit singh :

किसी का यूं तो हुआ कौन उम्र भर फिर भी,
ये हुस्न-ओ-इश्क़ तो धोखा है सब मगर फिर भी।

हज़ार बार ज़माना इधर से गुज़रा है,
नयी नयी सी है कुछ तेरी रह-गुज़र फिर भी।


तेरी निगाह से बचने में उम्र गुज़री है,
उतर गया राग-इ-शाम में ये नश्तर फिर भी।


********************************************

kisi ka yoon to hua kaun umr bhar fir bhi
ye husn-o-ishq to dhokha hai sab magar fir bhi

hazaar baar zamaana idhar se guzra hai
nayee nayee si hai kuch teri reh-guzar fir bhi

teri nigaah se bachne mein umar guzri hai
utar gaya rag-e-zaam mein ye nashtar fir bhi

Comments

Popular posts from this blog

Aahista chal zindagi (आहिस्ता चल ज़िन्दगी)

Rimjhim (रिमझिम)

Sab bikta hai (सब बिकता है)

Kashti (कश्ती)